All Questions

Hindi elective 12th class

Follow
Showing 1 out of 1 Question
935 Views

Bal Krishna Bhatt ka Janm Kab Hua

SAKSHI KULSHRESHTHA 12th Dec, 2019

Hello

Bal Krishna Bhatt Hindi bhasha k pramukh upanyaaskaar, naatak kaar, patrakaar aur nibandhkaar the. Unka janm 3 June 1844 ko Prayag, Uttar Pradesh mein hua tha. Unhone hi gadya kaavya ki rachna praarambh ki thi.

Ve 'Sahitya Suman' (Nibandh), 'Rahasya Katha', 'Nootan Brahmachari' (Upanyaas), 'Chandrasen', 'Damyanti Swayamvar' aur 'Rel ka Vikat Khel' (Naatak) jaisi rachnao k liye prakhyaat hain.

The question have been saved in answer later, you can access it from your profile anytime. Access now

Download the Careers360 App on your Android phone

Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile

Careers360 App
150M+ Students
30,000+ Colleges
500+ Exams
1500+ E-books