Vidyut aavesh kise kahate Hain
Vidyut aavesh (Electric charge) kisi vastu ke andar electron ki kami ya adhikta se utpann hota hai. Jab kisi vastu mein electron jyada hote hain to vah negative charge hota hai, aur jab electron kam hote hain to vah positive charge hota hai. Ise Coulomb mein measure kiya jata hai.