Bsc in non medical mein agar admission leni ho to koi exam vgaira hota hai for the admission in session 2024-25
Helli aspirant
Yadi apko kisi non medical Course me bsc karni hai to admission apko class xii ki marks ke basis par milegi.
Koi koi universities apni or se test conduct karti hai aur ek personal interview hota hai. Test + interview ke marks ke adhar par merit list banayi jati hai , uske sath clss xii me bhi apki minimum eligible marks honi chahiye jo ki 50% criteria hoti hai.
lekin adhiktar universities xii board ki marks ke basis par hi bsc ki admission dete hai.
Bsc ( medical or non medical ) ke liye eligibility criteria yah hai ki candidate ko class xii me minimum 50% marks mile ho aur English subject bhi mandatory hai.