14262 Views

Kitne percentage chahiaa 12th me nda exam qualify karne keliye plzzz help me


Roshan nayak 7th Apr, 2018
Answers (8)
Shiv Shankar pal 5th Dec, 2019

Mera 12th me 57 percentage hai subject commerce

Salonisharma 12th Jul, 2019

mere inter mai 52%Marks hain kiya main nda ka form bhar sakti hu

1 Comment
Comments (1)
8th Aug, 2019
Yes u can 
Reply
Chinmay Joshi 9th May, 2018

Hello Roshan,

NDA exam ke liye eligibility criteria ye he ki aap class 12 pass hone chahiye. isse koi matlab nahi he ki aap 40% se pass ho ya 99% se. AApko NDA exam qualify karne ke liye Maths ki jam ke tayaari karni padegi kyonki agar aap maths pass nahi kar paaye to aapka agla paper evaluate hone ka koi matlab nahi he. English ka paper asaan he aur agar aap english newspaper bhi padhte ho to bhi bahot he. GK ke liye aapko current affairs maloom hona jaroori he. History, Geography, Physics, Chemistry, Civics jo aapko 10th class tak thaa utna kafi hai NDA ke liye.

Aasha karta hu ki aapki samasya ka hal aapko mil gaya ho!

Dhanyawaad!

11 Comments
Comments (11)
24th May, 2019
Ye apko clear malum h ki number ka koi importance nhi. Hota
Reply
14th Feb, 2019
Nda apply Karne ke liye agar diploma holder chahe to Kar sakta h
Reply
26th Jun, 2019
NNDA mai agar training Mai fail hote to kya hoga sir 
Reply
7th Jul, 2020
Hloo sir agar main +2 arts main karo to Kya main nda ka liya eligible hoon
Reply
16th Aug, 2020
Sir meri 45% hai 12th me kya me apply kr skta hu
Reply
16th Aug, 2020
Sir mere 12th science se kii hai or meri 45% hai kya me NDA me apply kr skta hu Plz help me sir plz plz
Reply
28th Aug, 2020
sir me abhi 12 me hu kya me apply kar sakta hu??
Reply
28th Aug, 2020
sir me abhi 12 th me hu kya me apply kar sakta hu NDA ke liye?????
Reply
25th Jul, 2021
Sir aapko sahi se poori jaankari nahi hai PCM me aapke 50% hone hi chahiye.aur English me bhi 50 se Kam nahi hona chahiye iske baad aapke chahe jitne bhi marks kyo na ho.
Reply
25th Jul, 2021
Aapko sahi jaankari nahi hai ji. NDA ki official website pe jaake dekh lo aap.
Reply
2nd Jan, 2022
Hlw sir Main 12th ka student hu Mera 12th mei maths subject nahi hai kya mein nda ke liyea apply kar sakti Hui in this year ?
Reply
Shanu Mathew 22nd Apr, 2018
Hey Roshan,

Aapke 12th mein 60% above hone chaiye aur aapko alag se qualify bhi karna hoga iske exam mein.



All the best bhai aapko :)


2 Comments
Comments (2)
17th Jul, 2019
10 me bhi precentage show karna hoga or kitna chahiye nda ke liye
Reply
8th Jan, 2020
Sir mere 12 me 45% hai kya main join kr sakta hu kya...Please replie me
Reply
Rahul Mittal 19th Apr, 2018

You should atleast have 60 percent.

Tumhare kam se kam 60 percent number hone chaie.

1 Comment
Comments (1)
3rd Jul, 2019
Hii mere English me 12 me 47 marks h Kya me nda ka form bhar sakta hu
Reply
Pankaj Goyal 8th Apr, 2018

Hello Roshan, See If you are writing NDA exam after 12th, there is no minimum cut off marks required in 12th but you should clear your 12th exam. If you clear your NDA written test, SSB interview and Medical, but still you did not clear your 10+2 exams, you won’t be able to join the National Defence Academy.

Proof (go to the ssbcrack notification link) - http://www.ssbcrack.com/2015/05/minimum-percentage-required-to-join-indian-army-air-force-and-indian-navy.html

All the best

Manu Choudhary 7th Apr, 2018

Hello,

70% is the eligibilty for NDA genral category however it is 55% for reseved.

All the Best.

MANUBZR5

1 Comment
Comments (1)
21st Mar, 2020
Can I apply for nda with 64.8 percent without having maths
Reply
Om Dwivedi 7th Apr, 2018
70 percentage is required to nda

Know More About

Related Questions

Amity University,Noida BBA Ad...
Apply
Ranked amongst top 3% universities globally (QS Rankings)
UPES | BBA Admissions 2024
Apply
#39 in NIRF, NAAC ‘A’ Grade | 100% Placement, up to 30% meritorious scholarships | Last Date to Apply: 31st May
Amity University, Noida B.Tec...
Apply
Asia's Only University with the Highest US & UK Accreditation
IIMT University Meerut BBA Ad...
Apply
"Top 20 Institute of India in Placements" by Times of India | Accredited by NAAC
UPES B.Tech Admissions 2024
Apply
Ranked #52 among universities in India by NIRF | Highest CTC 50 LPA | 100% Placements | Last Date to Apply: 31st May
Jain University B.Tech 2024
Apply
100% Placement Record | Highest CTC 42 LPA | NAAC A++ Accredited | Ranked #68 in India by NIRF Ranking 2023 | Last Date to Apply: 24th May
View All Application Forms

Download the Careers360 App on your Android phone

Regular exam updates, QnA, Predictors, College Applications & E-books now on your Mobile

150M+ Students
30,000+ Colleges
500+ Exams
1500+ E-books