Mahadevi Varma ek pramukh Hindi kavi, lekhika aur shikshika thi. Unhe “Chhayavad” kavita ke mukhya yug me apna yogdan ke liye jana jata hai. Unki rachnayein prem, prakriti aur stri jeevan ke bhavon ko darshati hain. Mahadevi Varma ne Hindi sahitya ko gahrai aur sundarta di. inke bare mai adhik