All Questions

Hindi

Follow
Showing 3511 - 3520 out of 3944 Questions
75 Views

Eak insan apne makan se 200 miter paschim disha ki or jata hai or uske baad 500 miter dakshin disha ki or jata hai ab ouse apne makan pr wapas lottne k liye kis disha m chalna chahiye? options A) utar -puraw B) utar C) dakshin- puraw D) utar - paschim pls jaldi answer btaiye hindi m pls help me

Sohamsengupta8 11th Apr, 2020

Hello,

Pahle vah Banda Paschim Taraf 200 metre Gaya aur uske bad aur Dakshin ki taraf 500 metre kya Iske matlab ab Jab Makan Laut aane wala hai usko Uttar Purab Disha Mein Jana Hai

so iska answer hai hi option A.Uttar Purab

hope this will help you

78 Views

Eak ladhka utar ki or chalta hai. thodi der baad wo apne dahini mudh jata hai or kuch aage jakar apne baye ghum jata hai. eak k.m chalne k baad wo pun: baye ghum jata hai ab wo kis disha m chal raha hai? option A) utar B) puraw C) dakshin D) paschim pls jaldi answer btaiye hindi m pls halpme fast

Pompi Bhadra 11th Apr, 2020
Hello Manisha!

Aapke prashn k mutabik -
Ladka pehle uttar (i.e. north) disha ki aur chalta hai.

Kuch dur jaakar woh apne dahini (right) aur mudta hai matlab wo purav (east) disha ki aur chalna shuru karta hai.

Iske baad wo apne baye taraf mudta hai yani punh uttar (north)
75 Views

Deepa apne ghar se 1 k.m utar ki or jati hai. uske baad dayi or mudh kr 1 k.m jati hai. or fir dayi or mudhkr 1 k.m jati hai. eis tareh weh school pahochti hai. uska school uske ghar se kis disa m hai? options A) utar B) purav C) dakshin D) paschim pls jaldi answer btaiye hindi m

Harshit sethi 11th Apr, 2020

Deepa ka school uske Ghar se purav ki aur hai kyunki pehle be uttar jaati 1 km aur uske baad daayi yaani purav ki aur mud jaati hai 1 km aur ab vo phir daaye yaani dakshin ki aur 1 km chali jaati hai.  Iska Matlab uska school uske ghar

141 Views

A or B dono C k bache hai. C,A ka pita hai kintu B,C ka beta nhi hai. B,C ka kya hai ? option A) bhai B) behan C) beti D) beta pls jaldi answer btaiye hindi m

priyaankasarkar Student Expert 11th Apr, 2020
Answer hain B. Behen

A and B both have kids. C is the father of A but B is not the son of C.
So B can C's Sister because it is  'not a son' so A) bhai is rejected.
THEN, he is not even D,) beta.
117 Views

A or C baap - bete hai. B,C ki patni hai. A,B ka kya hoga? options A) jeth B) dewar C) sasur D) beta pls jaldi answer btaiye hindi m

priyaankasarkar Student Expert 11th Apr, 2020
C). Sasur.  (Father-in-law)
Explanation-
Suppose.
A is your father.
C is your brother.
B is C's wife means your brother's wife.
So, for your brother's wife your father. I.e. A will be father in law.
65 Views

P ki behan ki ladki K hai. K ka beta S hai. riste m S,P ko kya kahega ? options A) mama B) nana C) fufa D) dada pls jaldi answer btaiye hindi

priyaankasarkar Student Expert 11th Apr, 2020
Answer Hoga Nana. Toh option hoga C. Suppose. Your father's (P) sister's daughter is K. K's son is S.
So, S will be maternal grandfather.
204 Views

Mera mama A hai. uska beta B hai or B ka beta C hai. mai riste m C ka Kya hu ? options A) dada B) chacha C) bhai D) bhatija pls jaldi answer btaiye hindi

Sohamsengupta8 11th Apr, 2020

Hello ,

Jaise Apne Idhar poochha Hai Ki ,aapka Jo mama hai uska beta aapka brother Honge .

aur brother ka beta aapko to chacha hi bulayega. so, the answer hai B. CHACHA.

SAYED ME APKA HELP KAR SAKA.

138 Views

A or B dono k bache hai. C,A ka pita hai kintu B,C ka beta nhi hai. B,C ka kya hai?options A) bhai B) behan C) Beti D) beta pls jaldi iska utar hindi m btaiye pls jaldi

priyaankasarkar Student Expert 11th Apr, 2020
Answer hoga C. Beti.

A and B both have kids. C is the father of A but B is not the son of C.
So B can C's Sister because it is 'not a son' so A) bhai is rejected.
THEN, he is not even D,) beta.
172 Views

Meri patni k bhatije ka jija mera kya hoga? options A) damad B) bhatija C) bhanja D) sala pls jaldi answer btaiye hindi m

Pankhuri Kumari 11th Apr, 2020
Hii Manisha!
The answer will be Damad. Because, patni ka bhatija matlab aapka bhatija jiske aap fufa lage. Bhatije ka jija means uski behen ka pati. To make it simple,  in general Indian culture, bhatija, bhatiji is like son and daughter. So, isko apne bete ke jija ki tarah soche
The question have been saved in answer later, you can access it from your profile anytime. Access now