Class class 9th ka rasayanik shast
Hi Abhi.
Please rewrite the question properly. It is hard to understand what your query is . I think it is related to rasayanik shast 9th STD. You can clear your query by visiting the the official website of rasayanik shast for class 9th . Please be clear next time.
Hello Abhi Kumar
Rasaynik shastr vigyan ki vah shakha hai jo dravy tatha uske sukshm kanon anuon tatha parmanuon ke gun dharmon ki sanrachna, urja dwara hkne wale prabhavon ka adhyayan prastut karti hai .
Class 9 ke rasaynik shastr yani ki organic chemistry me rasaynik sanyojan ka niyam, samany yaugikon ke rasaynik sutr, parmanu aur aanvik dravy ye sabhi vishay hai.
Parmanuon ki sanrachna me electron, proton se judi parmamu sanerachna ka adhyayan bhi shamil hai.
ISme sanyojkta arthat valency ,dravyman sankhya , parmanu sankhya , samasthanik tatha isobar kj sanrachnayon ka bhi samavesh hai.