hi sir mere jee maine exam me 86.79 parcentege he to kya karna chahiye muje
JEE Main 2026: Preparation Tips & Study Plan | Previous 10 Year Questions
JEE Main 2026: 100 Days Study Plan | High Scoring Chapters and Topics | Preparation Tips
JEE Main 2026: Top 30 Most Repeated Questions & Topics | Chapter Wise PYQs
JEE Main 2025 Most Scoring Concept: January Session | April Session
JEE Main mein percentile se Rank ki gadna karne ke liye niche diye gaye formulae ka prayog kiya jaata hai:
Rank = (100- percentile) * (Kul Chhatron ki sankhya)/ 100
Chunki JEE Main Jan mein kul chhatron ki sankhya 869000 thi to iske hisaab se aapki rank lagbhag 114000 hoti h haalanki agar Apr mein chhatron ki sankhya badti hai to aapki rank aur bhi gir sakti hai.
Kyonki is rank par koi NIT/IIIT milne ki sambhavana thodi kam h to aap Is rank par aap chahen to koi state government college yaa kisi private college mein apply kar sakte hai. Anyatha aap JEE Main Apr mein apna achha pradarshan deke isse bhi accha score laakar kisi NIT/IIIT mein admission le sakte hain.
Related Questions
Know More about
Joint Entrance Examination (Main)
Answer Key | Eligibility | Application | Preparation Tips | Question Paper | Admit Card | Result | Accepting Colleges
Get Updates BrochureYour Joint Entrance Examination (Main) brochure has been successfully mailed to your registered email id “”.