Mera name me mistek he zahul.jahul.he
Hello Jahul,
Agar aapke naam me mistake hai toh aap jald se jald usko correct karwa lo kyuki baad me yeh cheez bohatt problem create karti hai.
saare documents par naam same hona chahiye. Ek bhi important document pr agar naam me mistake hai toh fhir aapko issue ho jaaega end me problem ho sakti hai.
naam me mistake hone ki vajah se college ke documents verification time, passport ke time,aur dusre kaamo me issue hota hai.
toh aap jald se jald apna naam sahi karwaa lo.
hope this may help you.




