Mere adharkard me pura name alag hai or admit kard me alga hai parantu marksit me sahi hai parantu marsit me pita ka name or admitkard ka name alg h
Hello Dear Student,
Agar aapke
Aadhaar card mein aapka naam alag hai
,
admit card mein alag hai
, aur
marksheet mein naam sahi hai
, to future mein admission ya document verification ke samay dikkat aa sakti hai. Isi tarah, agar
marksheet aur admit card mein pita ji ka naam alag-alag hai
, to bhi verification ke dauran clarification dena pad sakta hai. karwane ki koshish karein.




