mujhe B A me addmition karana hai, maine 12th pass kiya hai 2010 me. kya mera addmition ho sakta hai, iske liye mujhe kya karna hoga aur kaise addmition hoga kripya batayen. mai abhi aur padna chahta hoon . mai private company me kaam bhi karta hoon. kya mai kaam karte huye apna padai kar sakta hoo
Answer (1)
DEAR Applicant,
App kar sakte hai study, appko college me jakar admission karna padega. Check karo konshi college me jana hai. 12 pass arts me hona chahiye
Comments (0)
.jpg)



