Rasaynik abhikirya kise kehta hai
Hey,
Rasaynik abhikriya usse kehte hai jisme do ya do se jyada padarth (reactants) apne rasayanik bandh ko todker ek naye padarth (products) banaye.
Isme padarth ka rang (color), gandh (smell), tapmaan (temperature), awastha (state) ya rachna badal sakti hai.
Jaise ki:
H2 + O2 = H2O
2Mg + O2 = 2MgO
Issi ko rasaynik abhikriya bolte hai.
Hope it helps!!!




