Mental ability
Hey,
Agr hm is prashn ko dekhe toh numerator yani upar ke anko ko aapas mein joda gya hai aur denominator yani neeche ke anko ko alg se tatha issi prakar saare equations ka uttar aaya hai, arthat,
3/4+5/6=3+5/6+4=8/10,
isi prakar
6/7+2/3=6+2/7+3=8/10
issi tarah se
3/4+2/3=3+2/4+3= 5/7
5/7 sahi uttar hai is prashn ka.
dhanyawad!
Hello Manisha,
Question main 9-5 ka 2 answer de rakha hai. Thi hai. Isme inhone ye kiya hai ki 9-5 ka answer 4 hota hai. Or agar apan usko aadha ( half ) ka de yaani uska 2 se bhaag kare to uska answer 2 aayega. Jab 4/2 kiya to 2 aayega.
Thik usi prakar, jab 25-15 gye to 10 aaya, Or 10 ka aadha (half) (1/2) hoga 10/2 yani 5.
Vaise hi 12-6 kiya to 6 aayega , Or 6 ka aadha (1/2) ( half) yaani 6/2 hoga 3.
Isliye iska javab 3 hoga.
I hope your question has been answered properly.
All the best!
Dekho question main 5*8 , ka answer 13 de rakha hai. Yaani 5 ko inhone 8 ke saath add kiya hai, jisse 13 aayega. Thik vaise hi 7*9 = 16 aayega. Jaise ki 7+9=16 . Isi prakar, 3*7 kya aayega.
Ye hoga 3+7 yaani ki 10 aayega.
Iska answer 10 aayega.
Iss prashn ka uttar kuch iss prakar aayega,
agr hm prashn mein diye anko ka sahi mulyankan kre toh hme pta chalega ki
4x15=60 hota hai, jisko hm iss prakar bhi likh sakte hai,
4x(3x5)=60
2x(3x8)=48 hota hai
toh, 3x6 ka uttar aise aayega
3x(6x3)=3x18=54.
matlab is prashn ka utar
3x6= 54 hoga.
Dhanyawad.
The Question containing Inaapropriate or Abusive Words
Question lacks the basic details making it difficult to answer
Topic Tagged to the Question are not relevant to Question
Question drives traffic to external sites for promotional or commercial purposes
The Question is not relevant to User
And never miss an important update