Mental ability
Hello Manisha,
Dekho question Mein yah Diya gaya hai ki 5* 3 , 2 hota hai. Iska matlab hai ki 5*3=2 aata hai, jo aayega 5-3 karne par. Thik vaise hi 17*6 =11 aana chahiye. Or ye aayega 17-6 karne par. Usi tarike se humko ye nikalna hai ki 18*5 karne par kya aayega. To uske liye apn 18 ko subtract karenge 5 main se. Matlab 18-5 = 13.
Iska matlab 13 answer aayega.
Mujhe lagta hai ki aapke Sawal Ka Jawab sahi se Diya gaya hai.
All the best!
Namaskar
Hamen ye Diya hua hai ki , 30*2=60
Explanation:- 30*2= 60
Phirse, yah Diya hua hai 30*3=90
Explanation:- 30*3 =90
Ab,
30*4= 120
Atah 120, aapke prashn ka uttar hai
Thankyou
Hello,
It's quite simple, you just have to multiply the two numbers such as
30*2=60
30*3=90
30*4=120
Hello!
Series dekhne baad aap notice kariye usska pattern. Iss series mein, "3+5=64"
Aap 3+5 add kariye joki 8 aayega and result kaa square kar dijiye (8²) joki 64 ayega.
Baaki saare pattern bhi aise bhi chalenge.
Next is "2+3=25"
Add 2+3 = 5 aur 5²= 25
Next is "4+6=?"
Add 4+6= 10 aur 10²= 100
So 100 answer hai.
Dekho, question main 4-2 ka 4 de rakha hai. Kyunki agar 2*(4-2) kare to 4 aayega. Thik hai. Agar apn 2*(6-4) kare to bhi 4 aayega. Thik hai. iska matlab hai ki apan ko jo nikala hai usmein bhi Yahi karna. Therefore, 2*(5-3) = 4 aayega.
Yaani tumhara answer 4 hoga.
Mujhe lagta hai ki tumhe samajh main aa gya hoga.
Hame pata hai ki question main 6-3 = 27 hai. Iska matlab hai ki 9*(6-3) = 27. Phir 5-4 de rkha hai ,iska matlab hai ki 9*(5-4) = 9. Thik hai . Phir question main ye poocha hai ki 6-4 kya hoga. Isliye apan pehle ki tarah karenge ki 9*(6-4) . Ye hoga 18.
Yaani apka answer hai 18.
I hope your question has been answered properly.
Hame yah diya hua hai ki 6-4 =4
Aaiye Ise samajhne ki koshish karte Hain, 6-4= 2 ,aur 2 ka square hai 4
Hame yah bhi diya hua hai ki 4-2=4
Aaiye Ise bhi samajhne ki koshish karte Hain, 4-2=2, aur 2 ka square hai 4
Ab, 5-3 =2 , aur 2 ka square hai 4.
Atah, 5 - 3 = 4, yahi aapke prashn ka uttar hai
Hi Manisha,
Ok, Hindi me batata hu.
Dekho 6 - 3 = 3 hana, ab agar 3*9 kr de to 27 ho jata h.
Aise hi, 5 - 4 = 9 hana, ab agar 1*9 kr de to 9 ho jata h.
Bilkul aise hi, 6 - 4 = 2 hana, to ab isko bhi 2*9 karenge or answer hoga 18.
Simple h na.
Koi dikkat ho to comment kr dena.
Mujhe lagata h ki tumhe samjh aa gya hoga,
Good Luck!
Here it goes, the difference of two numbers in each case and later on square of the outcome number, so it goes like this;
6-3=3*3=9
7-2=5*5=25
8-4=4*4=16
The Question containing Inaapropriate or Abusive Words
Question lacks the basic details making it difficult to answer
Topic Tagged to the Question are not relevant to Question
Question drives traffic to external sites for promotional or commercial purposes
The Question is not relevant to User
And never miss an important update